Sunday, November 2, 2008

गुनाहों का देवता - समालोचना

आजकल "गुनाहों का देवता" पढ़ रहा हूँ। इतनी तारीफ़ सुनी थी की रह नही पाया। लेकिन शायद यह उपन्यास मेरी अपेक्षाओं पर खरा न उतर सके। मैं ठहरा एक पूर्ण देहाती परिवेश का पाठक। मुझे ये ठूसी हुई भावनाए कदाचित रास न आयें। देखते है क्या होता है। धरमवीर भरती जी ! मेरी आलोचनाओं के लिए क्षमा कीजियेगा।

2 comments:

Priydarshi (प्रियदर्शी) said...

mere dost.....maine abhi haal hi me ye padha...tumhe maine bata nahi sakta ki kis had tak Sudha aur Chander ke antardwanda ne mujhe chhu liya tha.Main keh sakta hu vishwas ke sath ki Sudha ke marne per bas maine phoot phoot ke roya bhar nahi....
mujhe lagta hai ki aap ye novel ek alochak ki dristi se padh rahe the.per sachha anand to wo hi prapt kar sakta hai jo purvagraha se rahit ho bhavnao ke sagar me gote lagane ko taiyar ho..
Mujhe khed hai ki tum Hindi sahitya ke anmol pallavit pushpa ke suwas ka yathochit satkar naa kar sake...

Unknown said...

May be I read this novel with some preoccupied mindset. But I would not rate this novel so high as it is considered.